Aayare priya parama dayala
Aya re priya parama dayala ------------------------------------------------ Aya re priya parama dayala aj jag mag duniya sara har jeevan prakashit karne aya re priya parama dayala (0) par kar ke har sok tapan ko jeevan ke har dwes dahan ko nisrit ,nirmal kiya nirantar hriday biharine tamas bidara kan kan me base jeeban jag kartara(1) Dekha na aisa prem kisine Aisi daya na kisi ke sine amogh,kshyama,sasan he uska vabvaya sarnagat ka vabara sabse nyaara he thakur hamara(2) #aayaa re priya parama dayara lyrics #satsang vajan lyrics #ayare priya parama dayala #aya re priya parama dayara